Khairiyat lyrics

Khairiyat lyrics is written by Amitabh Bhattacharya.This Khairiyat song featuring Sushant Singh Rajput and Shraddha Kapoor from the movie “Chhichhore”.
“Khairiyat” meaning refers to The welfare of a person or group is their health, comfort, and prosperity.

Song: KHAIRIYAT
Singer: Arijit Singh
Music: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Movie: Chhichhore

Khairiyat lyrics

Khairiyat pucho,kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain Ho…

Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai

Tumhari tasveer ke sahaare mausam kayi guzaare
Mausami na samjho par ishq ko humaare
Nazron ke saamne main aata nahi tumhare
Magar rehte ho har pal manzar me tum humare
Agar ishq se hai mila Phir dard se kya gila
Iss dard mein zindagi khush haal hai
Yeh dooriyaan filhaal hain O…

Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain.

lyrics in hindi

खैरियत पुछो ,कभी तो कैफियत पूछो
तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है।
दिल मेरा देखो न मेरी हैसीयत पुछो
तेरे बिन एक दिन जैसे सौ साल है |
अंजाम है तय मेरा
होना तुम्हे है मेरा
जितनी भी हो दूरिया फ़िलहाल है
ये दूरिया फ़िलहाल है
हो…..

खैरियत पुछो ,कभी तो कैफियत पूछो
तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है।
दिल मेरा देखो न मेरी हैसीयत पुछो
तेरे बिन एक दिन जैसे सौ साल है

तुम्हारे तस्वीर के सहारे मौसम कही गुज़ारे
मौसमी ना समझो पर इश्क़ को हमारे
नज़रो के सामने मई
आता नहीं तुम्हारे
मगर रहते हो हर पल
मंज़र में तुम हम्हारे
अगर इश्क़ से है मिला
फिर दर्द से क्या गीला
ये दूरिया फ़िलहाल है
हो…..

खैरियत पुछो ,कभी तो कैफियत पूछो
तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है।
दिल मेरा देखो न मेरी हैसीयत पुछो
तेरे बिन एक दिन जैसे सौ साल है
अंजाम है तय मेरा
होना तुम्हे है मेरा
जितनी भी हो दूरिया फ़िलहाल है
ये दूरिया फ़िलहाल है