Bewafa Tera Masoom Chehra lyrics | Rochak Kohli

Bewafa Tera Masoom Chehra lyrics by Jubin Nautiyal. Rochak Kohli has composed Bewafa Tera Masoom Chehra Song. Rashmi Virag has written the lyrics of Bewafa Tera Masoom Chehra song.

Song: Bewafa Tera Masoom Chehra
Artist: Jubin Nautiyal, Rochak Kohli
Composer: Rochak Kohli
Lyricist: Rashmi Virag
Released: November 16, 2020

Bewafa Tera Masoom Chehra lyrics

[Jubin Nautiyal ]
Dil laga bhi liya
Ishq bhi kar liya
Chadni raat me humne taare geene
Dil laga bhi liya
Ishq bhi kar liya
Chadni raat me humne taare geene
Khab jaisa koi khab thi zindgi
Neend tooti to aaya samjh yeh humein
Raah woh jisko mai chal rahaan tha
Uski koi bhi manjeel nahin hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool jane ke kabeel nahin hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool jane ke kabeel nahin hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool jane ke kabeel nahin hai
Khoobsurat bahut hai tu lekin
Dil lagane ke kabeel nahin hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool jane ke kabeel nahin hai
Bhool jane ke kabeel nahin hai

hoooo..
Meri yaadon se tu aaj tak na gaya
Aankh me baarish tere maujood hai
Meri yaadon se tu aaj tak na gaya
Aankh me baarish tere maujood hai
Aaj bhi mahefeelo me tere aur mere
Naam pahle hi ki tarah mashhoor hai
Meri barbaadyon ki wajah me
Kahte hai ke tu shameel nahin hai
Katalein bazaar mai ho chukaan hu
Phir bhi tu mera kaatil nahin hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool jane ke kabeel nahin hai
Bhool jane ke kabeel nahin hai

[ Kabhi iss aur kabhi uss aur chale jate ho
Mohabbat humse,Wafaa gairon se
Yeh hoonar kahaan se late ho
karwat badal leta hu mai aaj kal
Jo kabhi mere khaabo mein tum chale aate ho]

Jhooti wafao ke jhooti kahani hai
Tune sunai mujhe
Mere liye to khuda bhi tha jhoota
Mai such maan baitha tuze
Jhooti wafao ke jhooti kahani hai
Tune sunai mujhe
Mere liye to khuda bhi tha jhoota
Mai such maan baitha tuze
Saaren ke Saare jakhm hai sambhale
Jo tune diye the muze
Ab tadakta hai seene me mere
Hai woh patthar koi dil nahin hai
Zindgi bhar jise maine chahaan
Zindgi bhar jise maine chahaan
Mar ke bhi muzko haasil nahin hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool jane ke kabeel nahin hai
Bhool jane ke kabeel nahin hai
Bhool jane ke kabeel nahin hai